Sunday, December 16, 2012


Kaash wo samajhte is dil ki tadap ko ,,
To yu humein ruswa na kiya hota ,,
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor tha hume,,
Bas ek baar hume samjh to liya hota…

ek Qasak jo Lafzoo ki Aaghosh me sesak rhi the...
ek Duaa jo doar-e-arsh pe bhtak rhi the...
wo dua jo tooty dil se nekal rhi the...
wo dua jo do Labon pe Machal rhi the...
kash!!! ek sham wo Laut aaye..
ya kash wo saam laut aay..
Is dil ne Bahut ese Chaha tha...
Hamne rub se bas use he manga tha...
par hamari dua to kahin arsh pe he kho Gaii...
or phir taqdeer bhi Andheera orh k so gai...
Or phir zazbat ka daman hamse Chooat gya...
ek toota hua dil aur bhi toot gya..:-(

Tuesday, December 11, 2012

Chalo Tum Saath Mat Daina..
Mujhey Beshak Bhula Daina..
Naye Sapnay Saja Laina..
Naye Rishtay Bana Laina..
Bhula Daina Sabhi Waday. .
Sabhi Qasmain Sabhi Natay.
Tumhain Jana Ijazat Hy..
Jo dil Chahay Wo Sab Karna..
Magar Ab Tum Kisi Say Bhi..
Anokha Pyar Mat Karna..

Monday, November 19, 2012

Khud ki galti ka ahsaas nhi unko aur bewajh chahne walo par ilzaam laga dete hai.................gr.
Mein waqt k kagaz pe ek kirdaar chodna chahta tha
Apne hauslo ki shiddat se taqdeer modna chahta tha.
Jo mila unse , to meri nazar badal gyi.
Jo khwahishey sone na deti thi mujh ko,Woh sukoon me kho gyi.
Zindagi ek mukhtasar sa tarana ban ke reh gyi..
Manzil ki kaha hai ab fikar., jub se mile ho tum hamsafar ,
mujhko raastey se mohabbat ho gyi..................!gr

Saturday, September 29, 2012

Manzilein bhi teri thi,Aur rasta bhi tera thaEk tera pyar paa lun,Bas yahi sapna mera tha,Mere sath rehne ki kasam bhi teri thiFir akela chhodjane ka khyal bhi tera thaHaatho me hath lekar
Mujhe hasaane ki soch bhi teri thi.
meri aankhon me aansu dene ka silsila bhi tera tha... ..
Main kyuyha tanha reh gya ?
Mera dil Sawaal krta tha..
kismat to teri thi...
Par kya khuda bhi tera tha ?..
khuda bola.
Use yaar bnane ki galti bhi teri thi
Uspar yakeen karne ka khyal bhi tera tha....
use kyu gham hoga tere jane ka?
sacha pyar uska nhi...
sacha pyar to sirf tera tha..:'-(

Monday, September 10, 2012

Tujhse naraz nhi jindgi hairan hoon mai, hairan hoon mai .

Tere masoom sawalon se pareshan hoon mai. 

Jeene k liye socha hi nhi dard samhalne honge. 

Muskarye to muskarane k karz utarne honge. 

Muskarau kbi to lagta hai jaise hoton par karz rakkha hai.

Mein waqt k kagaz pe ek kirdaar chodna chahta tha

Apne hauslo ki shiddat se taqdeer modna chahta tha.
Jo mila unse , to meri nazar badal gyi.
Jo khwahishey sone na deti thi mujh ko,Woh sukoon me kho gyi.
Zindagi ek mukhtasar sa tarana ban ke reh gyi..
Manzil ki kaha hai ab fikar., jub se mile ho tum hamsafar ,
mujhko raastey se mohabbat ho gyi..

Saturday, September 1, 2012



Har Taraf Dunia Me Itni Rasme Q H

Pyar Zindgi H to Isme Kasme Q HHme 
Batata Q Nhi Ye Raaz Koi,
Dil H Apna to Kisi or Ke Bas Me kyo Hai.
Maine kal ek jahalak zindagi ko dekha,
wo meri raah me gunguna rhi thi,
maine dhunda usse idhar udhar,
wo aankh micholi kr muskura rhi thi,
ek arse k baad aya mujhe karar,
wo sehela kr mujhe sula rhi thi,
hm dono kyu khafa h ek dusre se,
wo mujhe ye bta rhi thi,
maine pucha tune mujhe ye drd kyu diya,
usne kaha ZINDAGI hu main,
main to bs tujhe JEENA sikha rhi thi.

FOLA:  The richest man is not he who has the most, but...

FOLA:

 The richest man is not he who has the most, but...
:  The richest man is not he who has the most, but he who needs the least. —Unknown Author
Ehsaas Meri Ruh Ki Gehraio Me Hai,
Paband_E_Wafa Hu Ye Safaai Nhi Dunga,
Saye Ki Tarah Rahuga Main Sath tmhare,
Ye Baat Alag Hai Main Dikhayi Nahi Dunga...

Friday, August 10, 2012



 The richest man is not he who has the most, but he who needs the least.—Unknown Author

Monday, May 21, 2012


Kabhi Hum Bheegte Hain Chahaton Ki Taiz Baarish Mein...
Kabhi Barson Nahin Milte Kisi Halki Se Ranjish Mein...

Saturday, May 19, 2012


Kitni Mohabbat Hai Unse ,
Humse Bataya Na Gaya 
Wo Samajh Na Sake
Ya Humse Samjhaya Na Gaya
Unhone Kareeb Aane Ki Kosish Na Ki
Humse Hath Badaya Na Gaya.

Work with CSS: Starting with CSS

Work with CSS: Starting with CSS: The CSS is stands for " Cascading Style Sheet ". Styles are normally saved in external .css files. External style sheets enable you to c...
Tumhen Pana Chahta Hoon, Umar Bhar Ke Liye Magar !!

Kabhi Halat Nahi Milte, To Kabhi Jazbat Nahi Milte !!...

Wednesday, May 9, 2012

O Ri Chiraiya, Nanhi si chidiya
Angana mein phir aaja re
O Ri Chiraiya, Nanhi si chidiya
Angana mein phir aaja re
Andhiyara.. hai ghana
Aur lahu se sana

Kirno ke tinke, ambar se chunn ke
Angana mein phir aaja re
Humne tujhpe hazaaro sitham hai kiye
Humne tujhpe jahaa bhar ke zulm kiye
Humne socha nahi, Tu jo udh jaayegi
Ye zameen tere bin sooni reh jaayegi
Kiske dum pe sajega mera angana
O Ri Chiraiya, Meri chiraiya
Angana mein phir aaja re
Tere pankho mein saare sitare jadhu
Teri chunar thanak setha satrangi bhunu
Tere kaajal mein main, kaali raina bharu
Teri mehandi mein main, kachi dhoopa malu
Tere naino sajaa doon naya sapna
O Ri Chiraiya, Meri Chiraiya
Angana mein phir aaja re
O Ri Chiraiya
Nanhi si chidiya
Angana mein phir aaja re
O Ri Chiraiya

Wednesday, March 21, 2012


Pyar kabhi iktarfa nhi hota hai_ _ na hoga...
do ruhon ek milan ki judwa paidaish hai ye,
payar akela ji nhi sakta,
jeeta hai to do logon me,
marta hai to do marte hai.
payar ik bahta dariya hai
jheel nhi ki jisko kinare bandh k baithe rahte hai
sagar bhi nhi jiska kinara hota nhi....!! 




Friday, February 24, 2012


Barishon Mein Bheeg Kar, 
Wo Aksar Kaha krti Thi. . . . 
Mujhe 2 chezaen Bhot pyari lagti han 
ik Barish Aur Ik Tum, 
Barish mujhe isliye Pyari lgti hai, 
Q K barish Tmhari Yaden Le Kr Ati hai..
Tum mujhe isliye pyare lgte ho..
Q K tmhari Yaden, Barish Ko or B Pyara bna deti Han
 Aj Barish Main Akele Bheeg Kr, 
JANE Q. . !!!!! Mera Dil Mjse Bar Bar Keh RAha Tha,
 K Me Barish Ki hr ik Bound SePuchun, 
Kya Usy Barish Aj Bhi Pyari Lagti HAin
 Tere Siwa...
Nahi Aur Kuch Bhi Tere Siwa!!!
Meri Dosti
Meri Zindagi
Meri Khamoshi
Meri Be-Basi
Mera Alam Bhi
Mera Naam Bhi
Ki Meri Subah
or Mere Sham Bhi
Wo Sabhi Kuch Tujhe Adda Kare
Meri Jaan Tu Yaqeen To Kar
Mujhe Mangana To na Aa Saka
Maine Phir Bhi Mangi Yehi Dua
Ki Gawahi De Ga Mera Khuda
Maine Jub Bhi Us Se Talab Kiya
Nahi Manga Kuch Bhi
Tere Siwa..............................