Pyar kabhi iktarfa nhi hota hai_ _ na hoga...
do ruhon ek milan ki judwa paidaish hai ye,
payar akela ji nhi sakta,
jeeta hai to do logon me,
marta hai to do marte hai.
payar ik bahta dariya hai
jheel nhi ki jisko kinare bandh k baithe rahte hai
sagar bhi nhi jiska kinara hota nhi....!!
ghaas me machhli pakad rhe ho kya ;)
ReplyDeleteHaan yaaar kuch naya karne ka soch rha tha.......
ReplyDelete