Manzilein bhi teri thi,Aur rasta bhi tera thaEk tera pyar paa lun,Bas yahi sapna mera tha,Mere sath rehne ki kasam bhi teri thiFir akela chhodjane ka khyal bhi tera thaHaatho me hath lekar
Mujhe hasaane ki soch bhi teri thi.
meri aankhon me aansu dene ka silsila bhi tera tha... ..
Main kyuyha tanha reh gya ?
Mera dil Sawaal krta tha..
kismat to teri thi...
Par kya khuda bhi tera tha ?..
khuda bola.
Use yaar bnane ki galti bhi teri thi
Uspar yakeen karne ka khyal bhi tera tha....
use kyu gham hoga tere jane ka?
sacha pyar uska nhi...
sacha pyar to sirf tera tha..:'-(
No comments:
Post a Comment