Saturday, September 29, 2012
Monday, September 10, 2012
Apne hauslo ki shiddat se taqdeer modna chahta tha.
Jo mila unse , to meri nazar badal gyi.
Jo khwahishey sone na deti thi mujh ko,Woh sukoon me kho gyi.
Zindagi ek mukhtasar sa tarana ban ke reh gyi..
Manzil ki kaha hai ab fikar., jub se mile ho tum hamsafar ,
mujhko raastey se mohabbat ho gyi..
Saturday, September 1, 2012
Maine kal ek jahalak zindagi ko dekha,
wo meri raah me gunguna rhi thi,
maine dhunda usse idhar udhar,
wo aankh micholi kr muskura rhi thi,
ek arse k baad aya mujhe karar,
wo sehela kr mujhe sula rhi thi,
hm dono kyu khafa h ek dusre se,
wo mujhe ye bta rhi thi,
maine pucha tune mujhe ye drd kyu diya,
usne kaha ZINDAGI hu main,
main to bs tujhe JEENA sikha rhi thi.
wo meri raah me gunguna rhi thi,
maine dhunda usse idhar udhar,
wo aankh micholi kr muskura rhi thi,
ek arse k baad aya mujhe karar,
wo sehela kr mujhe sula rhi thi,
hm dono kyu khafa h ek dusre se,
wo mujhe ye bta rhi thi,
maine pucha tune mujhe ye drd kyu diya,
usne kaha ZINDAGI hu main,
main to bs tujhe JEENA sikha rhi thi.
FOLA: The richest man is not he who has the most, but...
FOLA:
The richest man is not he who has the most, but...: The richest man is not he who has the most, but he who needs the least. —Unknown Author
The richest man is not he who has the most, but...: The richest man is not he who has the most, but he who needs the least. —Unknown Author
Subscribe to:
Posts (Atom)