Wednesday, May 9, 2012

O Ri Chiraiya, Nanhi si chidiya
Angana mein phir aaja re
O Ri Chiraiya, Nanhi si chidiya
Angana mein phir aaja re
Andhiyara.. hai ghana
Aur lahu se sana

Kirno ke tinke, ambar se chunn ke
Angana mein phir aaja re
Humne tujhpe hazaaro sitham hai kiye
Humne tujhpe jahaa bhar ke zulm kiye
Humne socha nahi, Tu jo udh jaayegi
Ye zameen tere bin sooni reh jaayegi
Kiske dum pe sajega mera angana
O Ri Chiraiya, Meri chiraiya
Angana mein phir aaja re
Tere pankho mein saare sitare jadhu
Teri chunar thanak setha satrangi bhunu
Tere kaajal mein main, kaali raina bharu
Teri mehandi mein main, kachi dhoopa malu
Tere naino sajaa doon naya sapna
O Ri Chiraiya, Meri Chiraiya
Angana mein phir aaja re
O Ri Chiraiya
Nanhi si chidiya
Angana mein phir aaja re
O Ri Chiraiya

Wednesday, March 21, 2012


Pyar kabhi iktarfa nhi hota hai_ _ na hoga...
do ruhon ek milan ki judwa paidaish hai ye,
payar akela ji nhi sakta,
jeeta hai to do logon me,
marta hai to do marte hai.
payar ik bahta dariya hai
jheel nhi ki jisko kinare bandh k baithe rahte hai
sagar bhi nhi jiska kinara hota nhi....!! 




Friday, February 24, 2012


Barishon Mein Bheeg Kar, 
Wo Aksar Kaha krti Thi. . . . 
Mujhe 2 chezaen Bhot pyari lagti han 
ik Barish Aur Ik Tum, 
Barish mujhe isliye Pyari lgti hai, 
Q K barish Tmhari Yaden Le Kr Ati hai..
Tum mujhe isliye pyare lgte ho..
Q K tmhari Yaden, Barish Ko or B Pyara bna deti Han
 Aj Barish Main Akele Bheeg Kr, 
JANE Q. . !!!!! Mera Dil Mjse Bar Bar Keh RAha Tha,
 K Me Barish Ki hr ik Bound SePuchun, 
Kya Usy Barish Aj Bhi Pyari Lagti HAin
 Tere Siwa...
Nahi Aur Kuch Bhi Tere Siwa!!!
Meri Dosti
Meri Zindagi
Meri Khamoshi
Meri Be-Basi
Mera Alam Bhi
Mera Naam Bhi
Ki Meri Subah
or Mere Sham Bhi
Wo Sabhi Kuch Tujhe Adda Kare
Meri Jaan Tu Yaqeen To Kar
Mujhe Mangana To na Aa Saka
Maine Phir Bhi Mangi Yehi Dua
Ki Gawahi De Ga Mera Khuda
Maine Jub Bhi Us Se Talab Kiya
Nahi Manga Kuch Bhi
Tere Siwa..............................

Wednesday, September 7, 2011


Barishon Mein Bheeg Kar, 
Wo Aksar Kaha krti Thi. . . . 
Mujhe 2 chezaen Bhot pyari lagti han 
ik Barish Aur Ik Tum, 
Barish mujhe isliye Pyari lgti hai, 
Q K barish Tmhari Yaden Le Kr Ati hai..
Tum mujhe isliye pyare lgte ho..
Q K tmhari Yaden,
Barish Ko or B Pyara bna deti Han
Aj Barish Main Akele Bheeg Kr, 
JANE Q. . !!!!! 
Mera Dil Mjse Bar Bar Keh RAha Tha,
K Me Barish Ki hr ik Bound SePuchun, 
Kya Usy Barish Aj Bhi Pyari Lagti HAin

Tuesday, August 23, 2011


Tere Siwa
Nahi Aur Kuch Bhi Tere Siwa!!!
Meri Dosti
Meri Zindagi
Meri Khamoshi
Meri Be-Basi
Mera Alam Bhi
Mera Naam Bhi
K Meri Subah
K Mere Sham Bhi
Wo Sabhi Kuch Tujhe Atta Kare
Meri Jaan To Yaqeen To Kar
Mujhe Mangana Tu na Aa Saka
Main Ne Phir Bhi Mangi Yehi Dua
K Gawahi De Ga Mera Khuda
Maine Jub Bhi Us Se Talab Kiya
Nahi Manga Kuch Bhi
Tere Siwa........

Friday, August 19, 2011


Kabhi apni hansi par bhi aata hai gussa 
Kabhi sare jahan ko hasane ko jee chahta hai
Kabhi chupa lete hai apne gamo ko
dil ke kisi kone me
Kabhi kisi ko sab kuch sunane ko jee chahta hai 
Kabhi rota nhi dil toot jane par bhi 
Aur kabhi bas unhi ansoon bahane ko jee chahta hai
kabhi hansi si aa jati hai beeghi yadon me
To kabhi sab kuch bhoolane ko jee chahta hai
Kabhi accha lagta hai aazad udna kahin
Aur kabhi kisi ki bhahon me simat jane ko jee chata hai
Kabhi sochte hai ho kuch naya iss jindgi me
aur kabhi bas aise hi jiye jane ko jee chahta hai