Monday, January 7, 2013

pyar se pyar tab tak na karo
jab tak pyar aap se pyar na kare....
aur jab pyar aap se pyar kare
to use itna pyar karo ki wo kisi or se pyar na kare
Mujhe Dard-E-Ishq Ka Maza Malum Hai
Dard-E-Dil Ki Intaha Malum Hai
Zindagi Bhar Muskurane Ki Dua Mat Dena Dost
Mujhe Pal Bhar Muskurane Ki Saza Malum Hai…
`
Dilon Say Khailnay Ka Hunar Hamain Aata Nahin,
Isi Liyay Ishq Ki Baazi Hum Haar Gayai,
Meri Zindagi Se Shayud Unhain Bohut Pyar Tha,
Isi Liyay Mujhey Zinda Hi Maar Gayai….
`
Ishq Darya He Jiska Sahil Nahi Hota
Har Dil Mohabat K Qabil Nahi Hota
Rota Wo B He Jo Dooba Ishq Main
OR Rota Wo Bhi Hai Jisay Ishq Hasil Nahi Hota..
`
Dard De Kar Ishq Ne Hume Rula Diya
Jis Per Marte The Usne Hi Hame Bhula Diya
Hum To Unki Yadon Mein Hi Jee Laitay
Magar Unhone To Yaadon Mein Hi ZEHER Mila Diya..
`
Zindagi Sirf Mohabbat Nahi,Kuch Aur Bhi Hay
Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi,Kuch Aur Bhi Hay
Bhool-o-Aflas Ki Is Maari Hui Dunya Main
Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi,Kuch Aur Bhi..
`
Ishq Ke Sahare Jiya Nahi Karte,
Gum Ke Pyalo Ko Piya Nahi Karte,
Kuchh Nawab Dost Hain Hamare,
Jinko Preshan Na Karo To
Wo Yaad Bhi Kia Nahi Karte…
`
ISHQ Wahi Hai Jo Ho Ek Tarfa
IZHAR E Ishq To Khwahish Ban Jaati Hai
HAI Agar Ishq To Aankho Mein Dekho
ZUBAN Kholne Se Ye Numaish Ban Jaati Hai..
`
Jab Bhi Teray Bina Raat Hoti Hay
Dewaron Say Aksar Bat Hoti Hay
Sannata Pochta Hai Hamara Haal Hum Se
Aur Teray Naam Sehe Shuruwat Hoti Haiii
`
Kamale Ishq Hai Deewana Ho Gaya Hu Mein
Yeh Kya Ho Gaya Hu Mein! Yeh Kya Ho Gaya Hu Mein…
`
Kai Baar Jaan Bujh Kar Dil Toda Uska
Shayad Ab Wo Faisla Kar Le Juda Hone Ka
Par Har Baar Wo Paas Aate Gaye
Meri Galtiyon Ko Apna Banate Gaye…

Saturday, January 5, 2013

Tumse dur jane ka irada na tha ,
Sath rehne ka bhi vaada na tha ,
Tum yaad na karoge yeh jante the hum ,
Par itni zaldi bhool jaoge andaza na tha?
Kr Dena Maaf Mjhko Dilse,
Agar Tora Ho Kabhi Dil Aapka
Zindagi Ka Kiya Barosa Kal Kafan Mai Lipta Miley Aapko Ye Chehra Mera.
Pyar Karke Jatae Ye Zaruri To Nahi, Yad Karke Koi Batae Ye Zaruri To Nahi, Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai, Aankh Me Aansu Aye Ye Zaruri To Nahi…

Sunday, December 16, 2012


Kaash wo samajhte is dil ki tadap ko ,,
To yu humein ruswa na kiya hota ,,
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor tha hume,,
Bas ek baar hume samjh to liya hota…

ek Qasak jo Lafzoo ki Aaghosh me sesak rhi the...
ek Duaa jo doar-e-arsh pe bhtak rhi the...
wo dua jo tooty dil se nekal rhi the...
wo dua jo do Labon pe Machal rhi the...
kash!!! ek sham wo Laut aaye..
ya kash wo saam laut aay..
Is dil ne Bahut ese Chaha tha...
Hamne rub se bas use he manga tha...
par hamari dua to kahin arsh pe he kho Gaii...
or phir taqdeer bhi Andheera orh k so gai...
Or phir zazbat ka daman hamse Chooat gya...
ek toota hua dil aur bhi toot gya..:-(

Tuesday, December 11, 2012

Chalo Tum Saath Mat Daina..
Mujhey Beshak Bhula Daina..
Naye Sapnay Saja Laina..
Naye Rishtay Bana Laina..
Bhula Daina Sabhi Waday. .
Sabhi Qasmain Sabhi Natay.
Tumhain Jana Ijazat Hy..
Jo dil Chahay Wo Sab Karna..
Magar Ab Tum Kisi Say Bhi..
Anokha Pyar Mat Karna..

Monday, November 19, 2012

Khud ki galti ka ahsaas nhi unko aur bewajh chahne walo par ilzaam laga dete hai.................gr.
Mein waqt k kagaz pe ek kirdaar chodna chahta tha
Apne hauslo ki shiddat se taqdeer modna chahta tha.
Jo mila unse , to meri nazar badal gyi.
Jo khwahishey sone na deti thi mujh ko,Woh sukoon me kho gyi.
Zindagi ek mukhtasar sa tarana ban ke reh gyi..
Manzil ki kaha hai ab fikar., jub se mile ho tum hamsafar ,
mujhko raastey se mohabbat ho gyi..................!gr

Saturday, September 29, 2012

Manzilein bhi teri thi,Aur rasta bhi tera thaEk tera pyar paa lun,Bas yahi sapna mera tha,Mere sath rehne ki kasam bhi teri thiFir akela chhodjane ka khyal bhi tera thaHaatho me hath lekar
Mujhe hasaane ki soch bhi teri thi.
meri aankhon me aansu dene ka silsila bhi tera tha... ..
Main kyuyha tanha reh gya ?
Mera dil Sawaal krta tha..
kismat to teri thi...
Par kya khuda bhi tera tha ?..
khuda bola.
Use yaar bnane ki galti bhi teri thi
Uspar yakeen karne ka khyal bhi tera tha....
use kyu gham hoga tere jane ka?
sacha pyar uska nhi...
sacha pyar to sirf tera tha..:'-(

Monday, September 10, 2012

Tujhse naraz nhi jindgi hairan hoon mai, hairan hoon mai .

Tere masoom sawalon se pareshan hoon mai. 

Jeene k liye socha hi nhi dard samhalne honge. 

Muskarye to muskarane k karz utarne honge. 

Muskarau kbi to lagta hai jaise hoton par karz rakkha hai.

Mein waqt k kagaz pe ek kirdaar chodna chahta tha

Apne hauslo ki shiddat se taqdeer modna chahta tha.
Jo mila unse , to meri nazar badal gyi.
Jo khwahishey sone na deti thi mujh ko,Woh sukoon me kho gyi.
Zindagi ek mukhtasar sa tarana ban ke reh gyi..
Manzil ki kaha hai ab fikar., jub se mile ho tum hamsafar ,
mujhko raastey se mohabbat ho gyi..

Saturday, September 1, 2012



Har Taraf Dunia Me Itni Rasme Q H

Pyar Zindgi H to Isme Kasme Q HHme 
Batata Q Nhi Ye Raaz Koi,
Dil H Apna to Kisi or Ke Bas Me kyo Hai.
Maine kal ek jahalak zindagi ko dekha,
wo meri raah me gunguna rhi thi,
maine dhunda usse idhar udhar,
wo aankh micholi kr muskura rhi thi,
ek arse k baad aya mujhe karar,
wo sehela kr mujhe sula rhi thi,
hm dono kyu khafa h ek dusre se,
wo mujhe ye bta rhi thi,
maine pucha tune mujhe ye drd kyu diya,
usne kaha ZINDAGI hu main,
main to bs tujhe JEENA sikha rhi thi.

FOLA:  The richest man is not he who has the most, but...

FOLA:

 The richest man is not he who has the most, but...
:  The richest man is not he who has the most, but he who needs the least. —Unknown Author
Ehsaas Meri Ruh Ki Gehraio Me Hai,
Paband_E_Wafa Hu Ye Safaai Nhi Dunga,
Saye Ki Tarah Rahuga Main Sath tmhare,
Ye Baat Alag Hai Main Dikhayi Nahi Dunga...

Friday, August 10, 2012



 The richest man is not he who has the most, but he who needs the least.—Unknown Author

Monday, May 21, 2012


Kabhi Hum Bheegte Hain Chahaton Ki Taiz Baarish Mein...
Kabhi Barson Nahin Milte Kisi Halki Se Ranjish Mein...